Hosea 10:12
Hosea 10:12 GVR
Maiṅ ne farmāyā, ‘Insāf kā bīj bo kar shafqat kī fasal kāṭo. Jis zamīn par hal kabhī nahīṅ chalāyā gayā us par ṭhīk tarah hal chalāo! Jab tak Rab ko talāsh karne kā mauqā hai use talāsh karo, aur jab tak wuh ā kar tum par insāf kī bārish na barsāe use ḍhūnḍo.’






