YouVersion Logo
Search Icon

Dānyāl 4:37

Dānyāl 4:37 GVR

Ab maiṅ, Nabūkadnazzar āsmān ke Bādshāh kī hamd-o-sanā kartā hūṅ. Maiṅ usī ko jalāl detā hūṅ, kyoṅki jo kuchh bhī wuh kare wuh sahīh hai. Us kī tamām rāheṅ munsifānā haiṅ. Jo maġhrūr ho kar zindagī guzārte haiṅ unheṅ wuh past karne ke qābil hai.