YouVersion Logo
Search Icon

Malákí 3:17-18

Malákí 3:17-18 URDR55

RABB u’l afwáj farmátá hai, Us roz wuh mere log balki merí ḳháss milkíyat hoṉge, aur maiṉ un par aisá rahím húṉgá, jaisá báp apne ḳhidmatguzár bete par hotá hai. Tab tum rujú‘ láoge, aur sádiq aur sharír meṉ, aur Ḳhudá ki ‘ibádat karnewále aur na karnewále meṉ imtiyáz karoge.

Video for Malákí 3:17-18